Khwab Hi Mein Nazar Aa Jaye Shab-e-Hijar KahinKhwab hi mein nazar aa jaye shab-e-hijar kahinSo mujhe hasrat-e-deedar ne sone na diya!
Tere Deedar Pe Agar Mera Ikhtiyar HotaTere deedar pe agar mera ikhtiyar hotaYeh roz roz hota aur baar baar hota
Deedar Tera Kiya HumneDeedar tera kiya humne, aaj gairon kee qataar seNa nazar-e-inayat hui, na rooh ko sukun mila
Hum To Unke Deedar Ke Bahaane Aate The Tere Dar PeHum to unke deedar ke bahaane aate the tere dar peMaaf karna khudaa agar humse ibadaat na hui to
Deedar Ki Talab Ho Toh Nazarein Jamaye RakhiyeDeedar ki talab ho toh nazarein jamaye rakhiye;Kyunki naqaab ho ya naseeb, sarakta zaroor hai
Deedar Kee Aag Jab Dil Mein Bhadakne Lagti HaiDeedar kee aag jab dil mein bhadakne lagti haiTujhe dekhne ko meri aankhein tarsane lagti hainBaadlon ke barsane ka humein intezar nahi rehtaTeri yaadon mein yeh aankhein khud hi barsane lagti hain